Posts

Showing posts from 2017

Naat lyrics Gunhao ki adat chura mere mola

Gunahon ki adat churah meray Mowla,
mujhay naik insaan bana meray Mowla

Meri saabiqa har khatha meray Mowla,
thu Rehmath sey apni mita meray Mowla

Thu qudrath say apni badal naikyon sey,
har ik meri laghzish khata meray Mowla

mujhay naik insaan bana meray Mowla

Jo Thuj ko jo Teray Nabi ko pasand hai,
mujhay aisa bandhah bana meray Mowla

Thu Masjood mera mey saajid hu Tera,
Thu Malik mey bandha Tera meray Mowla

Thu Matloob mera mey talib hu Tera,
mujhay deyday apni wila meray Mowla

mujhay naik insaan bana meray Mowla
Thu leyga agar adal sey kaam apnay,
mey hun mustahik naar ka meray Mowla

Thujay waastha Teri Rahmat ka Ya Rabb,
jahannam sey mujh ko bacha meray Mowla

Jo Rahmath Teri Shah miley haal ho tho,...

Salam karna

Aaj Ki Hadees Hadees: Huzoor ﷺ se ek shakhs ne daryaaft kiya ke ya Rasulullah ﷺ kaon sa amal behter hai? Aap ﷺ ne farmaaya: Khaana khilaana aur salaam karna, chaahe tum use pehchaante hoya na pehchaante ho. (Bukhari: 12)

Kayamat ki nishani

Hazart ins Rz se rewayat hai k rasool pak sl ne farmaya...kayamat ki alamat mese ye bhe k ilam e deen uth jaye ga or sharab Noshi zana amm hoga. Sahi bukhari shareef

Aj ki Hadees

Aaj Ki Hadees Hadees: Rasoolullah ﷺ ne farmaaya: Har shakhs maut ke baad afsos karega, Sahaaba (Raziyallahu Anhum) ne arz kiya: Ya Rasoolullah! Kis baat ka afsos karega? Aap ﷺ ne farmaaya: Agar nek hai, to ziyaada neki na karne ka afsos karega aur agar gunhagaar hai to gunaah se na rukne par afsos karega. (Tirimizi: 2403)

غىبت کا بىان قرآن کى رو سے

اللہ تعالٰی نےفرماىاغىبت نہ کرو مسلمان کے لیے غىبت َ  حرام ھے  چاہیے وه  عےب اس شخص میں ھو ىا نہ  ھو

سورت حجرات تفسیر

سورت حجرات کی تفسیر میں آیاھے کے جس کا مفہوم ھے جس نے کسی مسلمان سے جھگڑا  ک کیا  گویا  اس نے کفرِ  کیا

Helping Post

Ap Apna Sawalat bayan karen Hadees ki rooh se hal karne ki hamari koshes rahe gi Inshallah

LailAllah illalLaho ki Fazilat

Image

Rasool pak kar farman Hadith#35

Hazrt abu huraira se rewayat hai k Rasool Allah ne farmaya: jab tum mese koi achi tarhan musalman ho to is k bad har naik kam jo wo karega das se sath soo guna tak barha dia jaye ga or har bura kam jo wo karega itna hi likha jaye ga jitna isny kia subhan Allah