Hazrt abu huraira se rewayat hai k Rasool Allah ne farmaya: jab tum mese koi achi tarhan musalman ho to is k bad har naik kam jo wo karega das se sath soo guna tak barha dia jaye ga or har bura kam jo wo karega itna hi likha jaye ga jitna isny kia subhan Allah