Posts

Showing posts from April, 2017

Salam karna

Aaj Ki Hadees Hadees: Huzoor ﷺ se ek shakhs ne daryaaft kiya ke ya Rasulullah ﷺ kaon sa amal behter hai? Aap ﷺ ne farmaaya: Khaana khilaana aur salaam karna, chaahe tum use pehchaante hoya na pehchaante ho. (Bukhari: 12)

Kayamat ki nishani

Hazart ins Rz se rewayat hai k rasool pak sl ne farmaya...kayamat ki alamat mese ye bhe k ilam e deen uth jaye ga or sharab Noshi zana amm hoga. Sahi bukhari shareef

Aj ki Hadees

Aaj Ki Hadees Hadees: Rasoolullah ﷺ ne farmaaya: Har shakhs maut ke baad afsos karega, Sahaaba (Raziyallahu Anhum) ne arz kiya: Ya Rasoolullah! Kis baat ka afsos karega? Aap ﷺ ne farmaaya: Agar nek hai, to ziyaada neki na karne ka afsos karega aur agar gunhagaar hai to gunaah se na rukne par afsos karega. (Tirimizi: 2403)